Bharat mein chnauon ke bad rajnatic paridrshaya badalata gaya. UPA ki pariyon mein bade mantri pad ki hod lag gayi. itnahi nahni pradhan mantri ka vishshadhika, mantri parisHad ka gathan par bhi kale badal chhate rahe, iska jabardast hanan hota raha. esha lagta hai ki pradhan mantri ki bhi marayad ka avmulyan hua hai. Rajnaitik gotiyan sekene ke bad pariyon ne apne hi sarthak kar diye. Kintu janta ki chinta ke liye kise pravah hai. Aage ke 100 din ka kam kaj in mantriyon ka karya mulyankan karega.
Ab Sanasad ka vidhiwat gathan bbhi ho gya hai. Dekhna yah hai ki sansad me ye sabhi log kis tarah kam karengne. janta ki chinta kis tarah kartein hain, yah dekhne yogya hoga. Janata ke liye roti kapda aur makan ki sahulatein kis prakar jutatein hain, vicharNyiya hoga.
Sarkar ko apna 100 din ka agenda public opinion le kar karna chaiye jo ki bhibhinn akhbaaron me prakashit hota rahta hai.
Abhi kal uttrakhand mein upchunav ka result bhi niklla jismein lok sabha chunav ke bilkul ulta aprtyashitnahi blaki janta ki soch ki sirf ek anotha udaharaN hai. Arthat lok sabh mein logon ne
congress ko vote diya , kintu rajay mein ruling party ko hi barkarar raha. jase ki vishleShkon ne kaha tha ki yah vote secular vote diya gaya, iska jabab jantane de diya hai.
Tuesday, June 2, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment